Tuesday, March 29, 2016

doston ko woh miljata hai jis se yeh daftar maujood hai tabeeb ko dava dua aur woh miljaten hain jis se yeh shahr mita ti hai awaargi gharwalon ko bistar dastarkhwan aur woh miljate hain jis se yeh zameen ne kuch ajeeb kashmkash se... (khair chodiye) qaidiyon ko woh woh woh nahi mile to bhi sazayen toh kitabon se yeh silsila tehat ki (khair chodiye) bachon ko woh aur kuch lamhe miljate hain jin se yeh jo taraqqi ki nishaan baata jata hain budhon ne besabr se firni aur woh jo nahin dhoond te taalen aur darwazen khatak te hain par yeh hawa toh nami kar de ne ki.. (aisa kuch khayaal se hum karvatein badal te hain) fankaron ko beshumar ada fiza aur woh bhi dhoond le te hain take geet ke saat yeh mehfil to kum mohalle basti mil jayen paidaish ko saans bechaini aur woh miljata hai waqt ko mausam aur yeh parvarish se bhari khayal baand le te hain sharabiyon ko sher ya shayr ki raza aur woh miljate hain jis se yeh khayal ke aankhen simat te hain chaiwalon ko patthi dudh cheeni chammach chulha biscoot nukkad log aur woh bhi miljate hain jis se peenewalon ke dimag ki barf ghul jate hain ustadon ko faryadon shagirdon woh aur hum miljate hain yeh seekh ne walon kya arz karen kya pesh karen un darmiyan me kaise dil moden khansama ka khaane se bada besabr rishta hota hai aur hamara bhi bachpan me toh imtehan se bebas the phir bhi ab tak haare nahin hum agar jeet ki gintiyon se choot miljayen toh shaayad hum kaddu ka halwa banwayenge jawan umr se guzar te huwe hum ik acche din bhainsa se bach gaye aur woh acche din toh yakeenan ab bhi baaqi hai aur bhainsa bhi us jaanwar ko ghaur karte karte meri dillagi ne geet ki gunjaish ki bhainse ka kasur to sirf uska roop tha kala aur nau jaisa bhainsa ne dum se na kam chalaya aur yeh sabaq toh indinon hame kaam aati hai ek lambi gilas bhainse ka doodh nasheeli roti ke saat piye bina khurram nahin hote khade

by Syed Ahamed

March 30, 2016 at 10:23AM
from Facebook
via IFTTTfrom Facebook
via IFTTT

No comments:

Post a Comment